![]() Koi qabil ho tau hum shan-e-kai dete hain ĭhoondne waalon ko duniya bhi nai dete hain! Jis se taamir ho aadam ki yeh who gil hi nahin. Tarbiat aam tau hai, jauhar-e-qabil hi nahin Rah dikhlain kise rahraw-e-manzil hi nahin. Hum tau mayal ba-karam hai, koi sayal hi nahin, ![]() Hum sakhun kar diyabandon ko khuda se tu ne. Shukr shikwe ko kiya husn-e-ada se tu ne, ![]() Naaz hai taaqat-e-guftaar pe insaanon ko, Haan, magar ijaz ke asrar se namahram hai. Tha jo masjud-e-malaik yeh wohi aadam hai?Īalam-e kaif hai, dana-e-ramuz-e-kam hai, Is qadar shokh ke allah se bhi barham hai, Shokh-o-gustaakh yeh pasti ke makin kaise hain, Ghaafil aadaab se yeh sukkaam-e-zamin kaise hain, Taa sar-e-arsh bhi insaan ki tag-o-taaz hai kya?Īa gai khak ki chutki ko bhi parwaaz hai kya? Thi farishton ko bhi hairat, ke yeh aawaaz hai kya!Īrsh waalon pe bhi khulta nahin yeh raaz hai kya! ![]() Mujhe jannat se nikala hua insaan samjha. Kuchh jo samjha tau mere shikwe ko ruzwan samjha, Kahkashaan kahti thi, poshida yahin hai koi! Pir-e-gardoon ne kaha sun ke, kahin hai koi!īole sayyaare, sar-e-arsh-e-barin hai koi!Ĭhaand kahta tha, nahin, ahl-e-zamin hai koi! Ishq tha fitna gar-o-sarkash-o-chalaak mira, Khaak se uthti hai, gardoon pe guzar rakhti hai. Qudsi-ul-asal hai, rif-atpe nazar rakhti hai, Dil se jo baat nikalti hai, asar rakhti hai,par nahin, taaqat-e-parwaaz magsr rakhti hai.
0 Comments
Leave a Reply. |
AuthorWrite something about yourself. No need to be fancy, just an overview. ArchivesCategories |